Thursday, October 11, 2007

dono.n jahaa.N

dono jahaan deke vo samajhe ye Khush rahaa
yaa aa padi ye sharm ki takaraar kyaa kare
thak thak ke har maqaam pe do chaar rah gaye
teraa pataa na paaye to naachaar kyaa kare
kyaa shamaa ke nahii hai havaa Khvaah ahal-e-bazm
ho Gam hii jaan gudaaz to Gam Khvaar kyaa kare....

No comments: