Wednesday, August 02, 2006

Log

aaye hain samajhaane log
hain kitane diivaane log
dair-o-haram me chain jo milataa
kyon jaate maiKhaane log
jaan ke sab kuchh, kuchh bhii na jaane
hain kitane anjaane log
vaqt pe kam nahiin aate
hain ye jaane pahachaane log
ab jab mujh ko hosh nahii.n
hai aaye hain samajhaane log

Husn.....

aah ko chahiye aik umr asar ho-nay tak
kaun jeeta hai teri zulf kay sar ho-nay tak.


hum nay mana keH tagHaful naH karo-gay lekin
kHaak ho jaaayeN-gay tum ko kHabar ho-nay tak.